Advertisements
Best Dash Cam in india– Namaskar Dosto aap sabhi ka Swagat Hai Mera Naam Devesh hai aur Aaj Mein Apne blog me aap ko bataunga ki Dash Cam kya hai aur kis Prakar se Dash Cam kaam Karta Hai.
Iski pricing kya hai aur Iske features kya hai in Sab ke bare main Aaj Apne is blog ke Andar Aap Ke Samne in sab topics ko discuss karunga to please blog ko Pura padhe.
Tabhi aap Dash Cam ke bare main samajh Payenge ki Dash Cam hai kya aur yah kis Prakar se Hamari aur Hamare products jisse car Ghar office ki acchi Prakar se dekh dekh kar Sakta hai unique security feature hai accha response market Mein mil Raha hai to aap isko kha se Best price me buy kar sakte hai Tu Chaliye Apne is blocked ko Shuru Karte Hain aur Jante Hain Ki Dash Cam kya hai?

Table of Contents
Best Dash Cam in India [2023] – Introduction
Best Dash Cam in india 2023 Mein Best Dash Cam in india dhunna bahut hi Aasan kaam hai Kyunki isme bahut hi Gini Chunni companies Hai Jo Ki Best Dash Cam in india ko manufacturing kar rahi hai in companies ke pass models ki koi kami nahi hai.
Dosto agar aap Best Dash Cam in India [2023] Ko Agar kharidna Chahte Hain best price Mein to Amazon ka Model No. Diye hue hai is Blog me Models Available usper Clickkare aap apne liye Best Dash Cam in India [2023] ke models jo apko pasand aye usko Buy kar sakte hai.
Features :-
    1 High Definition Camera
    2 Motion-activatedÂ
    3 Parking features
    4 Micro Phone
    5 GPS Model
    4 Price

High Definition Camera
Best Dash Cam in india ke har model me sony ke lences lage hue hai jiske madat se aap bahut hi clear dekh sakte hai. aur apni car ko durghtana hone se bacha sakte hai..
Motion-activated
Best Dash Cam in india [2023] me kamal ka ek feature add hua hai ki ab isme motion ka feature activated ho gaya hai. jis perkar se car move karti hai ye uske motion ko record karna shuru kar deta hai. Jo ki aap baad me us recording ko apne mobile me ya LED screenper dekh sakte hai. storage support isme 64GB tak hai. to ab ghabrane ki koi baat nahi. Photo ka resolution 12M/8M/5M/3M/2M/ 1.3M hai Angle : 170 degree ke angle ke saat me apko sare feature milte hai.

Parking Features
Parking features bhi bahut kamal ke hai Dash Cam
Ek bar car per install karne ke baad 24 Hours. tak ka survilance system on rehta hai. jiske madat se aap apni car ko survilance ke madhyam se check karte rehte hai ki parking me apki car shurakshit hai ya nahi aur parking me hone wali sari motions ko ye system automatic live aur record bhi karta rahta hai.
Micro Phone
Isme apki madat ke liye micro pohone bhi laga hua hai jo ki car ke andar aur bahar ke sabhi motion ko record karte hai. isme apko charging ka slot bhi milta hai jo ki aap badi hi asani se apne android mobile charger ki sahayata se isko charge kar sakte ho. aur dosto finally Dash Cam me apko 4 button milte hai jiski madat se aap is ko sahi se operate kar sakte ho.
GPS Model
Dosto Best Dash Cam in india ke sabhi models me GPS ka ek uniqe feature hai. isme sim ka slot diya hua hai. jisme aap sim laga kar apni car ko GPS ki madat se apne Mobile me ya laptop per dekh sakte ho ki apki car ki actual location kaha per hai.
Agar apki car aap kud drive nahi kar rahe ho to kio aur third party jaise Driver, Friends and Relatives jo bhi apki car ko drive kar raha hai apki mojudagi ke bina.

Models Available
Rs. 3999Â | |
Rs. 6799 | |
Rs. 4999 | |
Rs. 4299 | |
Rs. 4199 | |
Rs. 4499 | |
Rs. 2940 | |
Procus Convoy Car Dash Camera | Rs. 3699 |
Rs. 4399 | |
Rs. 4490 | |
Rs. 4099 | |
Rs. 3298 | |
Rs. 2899 | |
Rs. 5200 | |
Rs. 7250 | |
Rs. 8750 | |
Rs. 1099 | |
Rs. 1299 | |
Rs. 4799 | |
Rs. 899 |
Agar Apko ye post pasand aye hai to please comment box me jarur bataye.
â¤Post à¤à¥ पà¥à¤°à¤¾Âपà¥à¤¨à¥Â à¤à¥ लियॠधनà¥à¤¯à¤µà¤¾à¤¦ !ÂTechnologyDevesh