Namaskar Friends aap sabhi ka swagat hai Technology Devesh mein aur asha karta hu ki aap bhi sahi honge.
aaj jis topic per hamara Blog hai uska title hai What is the California Consumer Privacy Act (CCPA)?
friends jisa ki aap sab jante hai ki apke google adsense account chahe wo youtube ke liye,
ho ya fir blogging ke liye sabhi ke account mein uper ek message show ho raha hai ki CCPA,
akhir hai kya. iska kya matlab hai. aur iska hamare google adsense per kyu show ho raha hai.
aaj ham in sab bato ko hi apne is blog ke madhyam ke janege, tu chaliye Blog ko shru karte hai.

what is the california privacy law 2020 ?
Friends sabse pehle ham ye jan lete hai ki california privacy law 2020 kya hai,
- tu friends mein apko bata dena chahta hu ki CCPA jo log,
- california mein rehte hai aur waha per jin logo ne Google Adsense,
- per account create kiya hua hai chahe wo youtube ke liye ho ya fir Blogging ke liye ,
- waha ke consumers ki privacy / Data ko protect,
- karne ke liye banaya gya hai kyu ki waha per kuch hackers ne bahut se users ki information hack,
- karke galat tarike se istemal ki hai jis wajha se Google ne ye kadam liya hai aur ye law lekar aya hai jo ki
- 1 January 2020 se california mein lagu kar diya jayega,
- waha ke users ko iska bahut labh milega aur unki privacy ko koi bhi khatara nahi rahega.
General Data Protection Regulation (GDPR)
Google Pehle se hi data protection per kam kar raha hai aur ishi ke uper uska ek law hai General Data Protection Regulation (GDPR).
- jo pehle se hi sabhi countries me lagu hai, jo consumer/users Google per hai aur unka data koi,
- bahri companies galat tarike se use ya sale na kare is liye Google apne consumer/users,
- ke liye ye laws lekar aya tha california me bhi GDPR pehle se hai lekin waha,
per CCPA ko bhi add kiya gya hai taki consumer ka data safe rahe.
Bhaut se friends is baat se pareshan hai ki unke Google Adsense per California Consumer Privacy Act (CCPA),
- with effect from 1 january 2020 ka message show ho raha hai,
- tu kahi unke Google Adsense Account ke account per koi problem tu nahi hogi,
- jo ki 1 january 2010 se lagu hone wala hai tu mein apko bata du ki jo log India, Pakistan, Bangladesh, Nepal
- ya fir other countries me rehte hai tu unko darne ki koi jarurat nahi hai ye sirf california ke user ke leye hai.
california CCPA
Is ko ham aur vistar se jan lete hai ki jab aap apne browser per koi bhi,
website open karte hai tu waha per apke history, apka name, IP Address, Email jaise important data
save ho jata hai aur ye data market me sale bhi hota hai, lekin ab california me esa nahi ho payega kyuki.
Google California Consumer Privacy Act 1 january 2020 se lagu karne wala hai.
Freind agar apko ye Blog pasand aya hai tu isko apne friends ke saath share kare
aur agar apka koi question hai to niche comment box mein jarur bataye.
ham apko jald hi reply karnge.
It is really a great and useful piece of information. I’m glad that you shared this helpful information with us. Please keep us up to date like this. Thanks for sharing.
obviously like your web site.
Comments are closed.