Cryptocurrency Meaning and How to buy a bitcoin in india?.
Namaskar dosto ap sabhi ka swagat hai Technology Devesh website per dosto aaj jis topic ke upper hamara blog hai uska title hai Cryptocurrency Meaning and How to buy a bitcoin in india?.
- mein apko apne is blog ke madhyam se bahut sare online platform ki jankari dena chahta hu.
- jise ki aap INR se Bitcoin (BTC) ko buy kar sakte hai wo bhi kuch hi mintutes mein
tu chaliye apne es Blog ko shru karte hai. aur jante hai ki wo kon sa Platform hai.
Supreme Court allows trading in cryptocurrency
Dosto Supreme court ne cryptocurrency per se RBI (Reserve Bank Of India) dawara Ban ko hata diya hai,
- jo cryptocurrency per ban lagaya tha 4 March, 2020.
- Mr. Arun Jatelly jab finance minister the isko adhik janne ke liye mein niche link de raha hu aap click karke .
https://news.bitcoin.com/bitcoin-legal-india-supreme-court-verdict-cryptocurrency/
Ab baat karte hai ki Cryptocurrency akhir hai kya
- tu mein apko bata du ki ye wo paise hai jo digital roop mein apke pass rehte hai.
- jab bhi apko paise ki jarurat hoti hai, tu aap apne paise ko direct apne bank mein send kar sakte hai.
- bahut se platform hai jisse aap direct apne bank mein paise nahi send kar sakte.
- us case mein apko kuch exchanger use karna hota hai.
Popular Exchanger
Example :
- magneticexchange.com,
- transferwise.com,
- paxful.com,
- localbitcoin.com etc.
- Aaj ham baat karenge giottus.com ke bare mein jiske madhyam se aap Bitcoin (BTC)
- ya fir aur bahut si cryptocurrency ko khared sakte hai.
Giottus.com Account Registration Process:-
How to buy a bitcoin in india?
Step 1
Sabse pehle aap google chrome mein ja kar is link ko copy karke enter kare
https://www.giottus.com/?refcode=RRI5ODT445enter karne ke baad apke samne is tarah se page open ho jayega.

Apko first/last name, email id, password, or active mobile no. enter karna hai,
kyuki jo aap yaha per enter karoge us mobile no per OTP ayega,
iske baad apko Referral code dekhega uske baad apko Register for free per click karna hai.
Register for Free
Step 2
Register for Free per click karne ke baad apko is tarah se screen dekhegi.
jisme apko apni email id open karke giottus se jo message aya hai usko verify karna hai.
Email id verify karne ke baad apke mobile per OTP ayega OTP enter kare aur apne Giottus KYC a jayega .
Step 3
Is page per Apko KYC clear karna hai KYC ok hone per aap INR ke Bitcoin or cryptocurrency buy or sell kar sakte ho wo bhi kuch hi minutes mein.
Giottus KYC documents:-
- Pan card ki front copy Jpeg,PNG format mein upload kare.
- Aadhar card ki front or back copy Jpeg,PNG format mein upload kare.
Ab ako 3 se 4 working hours mein giottus se mail a jaye ki apka account activate kar diya gya hai.
aap Bitcoin india mein INR se buy or sell kar sakte hai. wo bhi kuch second mein.
Freind agar apko ye Blog pasand aya hai tu isko apne friends ke saath share kare
aur agar apka koi question hai to niche comment box mein jarur bataye.
ham apko jald hi reply karnge.